Tuesday, 10 November 2015

ROSHINI KI KIRAN


Is Deepon Ki Roshan Duniya me ;
Jagmag Jagmag Karti Duniya me ;
Kyun Hafte Bhar Ki Chakachaund hai;

Chahat hai is Roshini ko apni Zindagi me UtarUN;
us Surya ki talaash me nikal padte hun Roz ;
jo ROZ aakar roshan kar jata hai duniya ko;

bas samajhna hain un Kirano ki Sacchai ko
aur tham lena hai uska Path;
Phir shayad pahunch paunga us jagmag jagmag roshan duniya ko;


DEEPAWALI KI SHUBHKAMNAYE SABHI KO :-)